Total Pageviews

Thursday 30 January 2020

DOU QOUMEIN

Humare aur tumhare beech
Ek sangeen tamasha hai
Ek behuda mazak
Ek behra shor hai
Mazhab ka dhuan
Aur nafrat ki andhi deewar hai
Humara aur tumhara milna
Is sadi 
Is janam
Is zameen pe mumkin nahi

Humare aur tumhare darmiyan
TV ki gehri screen hai