Chaand
Uss soney key haaley mein
Uss soney key haaley mein
Aisi udaasi hai
Chaand raatoun ka
chaand nahi hai
Pehley Adam ney
jisey dekha tha
Insaan ki
Kai sadiyoun ki
Rat jagi ney
Usey bhar diya hai
Qadeem giryah
zaari sey
Us ki aur dekho
Woh tumhara aaina
hai
چاند
اس سونے کے حالے میں
ایسی اداسی ہے
چاند راتوں کا چاند نہیں ہے
پہلے آدم نے جسے دیکھا تھا
انسان کی
کئی صدیوں کی
رت جگی نے
اسے بھر دیا ہے
قدیم گریہ زاری سے
اس کی اور دیکھو
وہ تمہارا آئینہ ہے
The Moon
For Maria Kodama
There is such loneliness in that gold.
The moon of the nights is not the moon
Whom the first Adam saw. The long centuries
Of human vigil have filled her
With ancient lament. Look at her. She is your
mirror.
Translated by Willis
Barnstone
No comments:
Post a Comment